
Durga maha astmi ke àvsar par yogi arvidnagar durga mandir, hanuman mandir me puja archna havan kiya gya.aaj 17/04/2024 ko sri ramnavmi ke pavan parv par yogiarvind nagar yashodhra nagar pavan nagar pande basti hanuman mandir me ramnavmi utsah ke sath manaya ja rha hai. Subah se mandir me puja archna kar log badhaie de rahe hai. Is avsar par Nagpur shasan prashasan ne shi aam janta se shati puran vatatvaran me sri ramnavmi manane ki apil ki.